Suno Aay Mom Ki Guria
Suno ay Mom ki gudiyaAb is Daur kay anderKoi Majnu nahi bantaKoi Ranjha nahi hotaQadam do, chaar chalne seSafar Saanjha nahi hota To in bekar sochon peSuno! Rone ka Dar kaisa?Jisay paya nahi tumneUsay khone ka dar kaisa.. Suno Aay Mom Ki Guria Reviewed by Hamza Khan on August 24, 2017 Rating: 5