Kabhi Yaad Aao To Is Tarha – Urdu Sad Poetry

Kabhi Yaad Aao To Is Tarha

Kabhi Gungunao To Is Tarha

Mera Dard Phir Se Ghazal Bane

Kabhi Dil Dukhao To Is Tarha

Meri Dharkanein Bhi Laraz Uthain

Kabhi Bhool Jao To Is Tarha

Na Sisak Sakain Na Bilak Sakain

Kabhi Chor Jao To Is Tarha

Na Ujar Sakain Na Sanwar Sakain

Kabhi Yaad Aao To Is Tarha…

Kabhi Yaad Aao

Leave a Comment