Wo hamain ghumaan main rakh ke
Wo hamain ghumaan main rakh ke kia khob khelay Jeet ke nashy main rakh ke kia khob jetay
Wo hamain ghumaan main rakh ke kia khob khelay Jeet ke nashy main rakh ke kia khob jetay
Main Kiun Pukarun Usy K Laut Aao Tum Kya Usy Khabar Nahi K Main Kuch Nahi Us K Bagher… Submitted By: Ali
Main ney maut ko dekha tou nahi Par shaid wo bohot khubsoorat hogi Kambakht jo bhi us sey milta hai Zindagi chor deta hai
Bari haseen hai zulfon ki shaam, pee lijiye Hamarey hath se do chaar jaam, pee lijiye Pilaaye jab koi mashooq apney hathon se Sharaab phir nahi rehti haram, pee lijiye
” POETRY “ Kalaiyaan wo hain kisi our ki bahoon main….! Khareed rehay the tum jin k liye raat Eid ki churhyaan…!
” POETRY “ Main Ne Chaha Tujhe Eid Pe Kuch Paish Karun Jis Mein Ehsas K Sab Rang Hun Roshan Roshan ….! Jis Mein Aankhon K Trashy Howay Mauti Lakhon Jis Mein Shamil Ho Mery Qalb Ki Dharhkan Dharhkan….!
” POETRY “ Teri yaad main refta refta bikher rehi hai meri zaat….! Lout Aao k kal Eid hai our Aaj chand raat….!
” POETRY “ ” Wafa main ab ye hunner ikhtyaar kerna hai “ ” Wo sech kehay na kehay aitbaar kerna hai “
Main logon se Mulaqaton k Lamhay yaad rakhta hon, Main baatein bhool bhi jaon to Lehjay yaad rakhta hon, Sar-e-Mehfil Nigahein Mujhpe jin logon ki parti hain, Nigahon k ma’inay se woh Chehray yaad rakhta hon, Zara sa hat k chalta hon Zamanay ki rivayat se, K jin pe bojh main daalon wo … Read more
میری آنکھوں میں غور سے دیکھو…..💕 تم میری بات ٹال سکتے ہو……؟💕