Tujhe Bhulaana Nahi Mumkin – Two Lines Poetry
Tujhe bhulaana nahi mumkin, iss ka taqaaza nakiya kar Aankhein andhi bhi ho jaaein tou aansoo nahi ruka kartey
Tujhe bhulaana nahi mumkin, iss ka taqaaza nakiya kar Aankhein andhi bhi ho jaaein tou aansoo nahi ruka kartey
” POETRY “ Tujhe yaad kertay hain to Eid mana laite hain….! Hum ne apne liye tehwaar elag rakha hai….!
” POETRY “ Main Ne Chaha Tujhe Eid Pe Kuch Paish Karun Jis Mein Ehsas K Sab Rang Hun Roshan Roshan ….! Jis Mein Aankhon K Trashy Howay Mauti Lakhon Jis Mein Shamil Ho Mery Qalb Ki Dharhkan Dharhkan….!